1. 15 January 2023 ke baad job mil jayegi. aapke father kaise hain? abhi nai shaadi hai kuch saal dikkat aa sakti hai sambhal kar rahein aur apne batcheet main thoda dhyaan dein. gusse par kabu rakhein. financial problem dikh rahi hai kuch samay tak fir thik hoga. mental peace kharab ho rahi hai iss paRead more

    15 January 2023 ke baad job mil jayegi.
    aapke father kaise hain?

    abhi nai shaadi hai kuch saal dikkat aa sakti hai sambhal kar rahein aur apne batcheet main thoda dhyaan dein. gusse par kabu rakhein.
    financial problem dikh rahi hai kuch samay tak fir thik hoga.
    mental peace kharab ho rahi hai iss par dhyaan dein ..kahne peene ki cheejon ka daan karein mandir main ya bhikari ko.. ya cheetiyon ko shakkar aata dalein.

    bhagwan par vishwas karna jaroori hai..apne man main aise vichaar layein.

    videsh main man nahi lagega lekin wahin rahena padega.

    agar wahan kuch saal nikaal liye to dheere dheere sab thik hoga..

    Roz Gayatri ka jaap karein aur bahas se door rahein.

    aapko mehnat bahut karni padegi tabhi bhagya saath dega.. koi business karne ka nahin sochein aap kewal job par dhyaan dein..

    See less