Astro Q Latest Questions

Trupti
  • -1
  • -1

gayatri mantra

  • -1
  • -1

sir gaytri mantra vidhi batayenge kya? kaise jap karte hai kitni bar karte hai, kis time karte hai, kin baton ka dhyan rakhna chahiye ?

Leave an answer

Leave an answer

  1. gayatri manatr bahut jayada hit krti hai ise apne isst dev ko leke kiya kre
    jo bhagwan ko ham chahte gai unka mantr jaap kr ke ise kre aur is mantr ke baad bhi apne priye bhagwan ka manyr jaap kre
    koi isst dev na ho to om namah shivay ka manatr jaap kre t gayatri kre fir om namaha shivay jaap kre…
    gayatri mantr maan me veragy utpan krta hai aur aadhyatm ki aur ke jata hai….
    isliye apne ista dev bhagwan jise hm mante hai unko unke mantr ko saath leke chale….
    kab kre to subha hi krte hai ise raat me nhi
    ek time pr kre roj 7 se 8 to roj 7 se 8 ke ander hona chahhaiye
    starting me bahut hit deta karodh aana ya gusaa ya bardash ke bahar energy ka creare honga
    bahut logo ka aankho eyes se aanushu aane lagta hai….koi ko nind aati hai
    apne guru ya issta ka name leke tbhi start kre
    nind aaye to chhutki baja ke apne sir se gumate huye om guruye namah bolna chahiye…
    mantr jaap krne se pahle bole nind ya jhhapki nhi aayegi