Astro Q Latest Questions

Anonymous
  • 0
  • 0

Grah ke beej mantras ka jaap karne se kya hota hai

  • 0
  • 0

kya jo grah kharab ho uska ya jo acha ho uska kiska jaap karna chahiye

Leave an answer

Leave an answer

  1. Grah awastha me kamjor ho to uska jaap karna chahiye…kyunki grah ko jaap se baal milta he.
    Grah strong ho to jaap nahi kare to chalta he.
    Jada strong karne se bhi dikkat aa sakti he.
    Kundli me graho ko balance karna pramukh uddeshy hota he.